Karwa Chauth Shayari in Hindi

Karwa Chauth Shayari in Hindi



Karwa Chauth Shayari in Hindi



Karwa Chauth Shayari in Hindi

Aaj mujhe aapka khaas intezaar hai… Apki lambi umar ki mujhe darkaar hai… Jaldi Aana… Happy Karwa Chauth.
Ye biwiyan bhi bohut azeeb hoti hai 364 din pati ko jeene nahi deti aur 1 din Karwa Chauth ka vrat kar marne bhi nahi deti.
किसी ने खूब कहा है : ऐ चाँद तू किस मजहब का है !! ईद भी तेरी और करवाचौथ भी तेरा!!
सुख दुःख मे हम तुम हर पल साथ निभाएंगे, एक जनम नहीं सातो जनम पति-पत्नी बन आएंगे
सनम का चाँद सा चेहरा जब तक न हो निगाहों मे.. कहाँ करवा चौथ तब तक, कहाँ कोई दिवाली है
Karwa Chauth Ka Anand Ek Stri Hi Janti He, Apne Pati Ki Mohabat To Ek Stri Hi Janti He, Na Jane Kyu Par Aaj Kahene Ko Ji Chata He Ke, Karwa Chauth Hi Uske Bhagya Ko Banati He…
चाँद की पूजा करके करती हूँ मैं तेरी सलामती की दुआ, तुझे लग जाये मेरी भी उमर गम रहे हर पल जुदा
Mohabbat aik aisi bhi, Khuda ki banai moti si, Bhukh pyaas se aur chamke, Aise fitrat karva chauth ki jyoti si.
खुद सारे दिन भूखी रहकर अपने पति के लिए अच्छे स्वास्थ्य तथा लम्बी उम्र की कामना करने वाली भारतीय नारी को दिल से नमन
Pura din hai aaj hamara upavas, Pati aaye jaldi yahi he aas, Na todna hamari ye aas, Kyu ke aaj he karva chauth, Aaj ke din mat karna humara uphaas
Aaye to sang laye khushiyan hazar, Har saal manayein hum yeh tyohar,Bhar de hamara daaman khushiyon ke sath, De jaye umar tumhe hazaar hazaar saal!
Karva Chauth Ke Din Bada Khush Hota Hai, Kyu Ki Woh DIn Bada Hi Shubh Hota Hai, Rakhte Hain Us Din Pati Ke Liye Vrat, Kyu Ki Dil Mein Unki Lambi Umar Ki Wish Hoti Hai
“Chand ki chamak ke sath, sanso ki mahak ke sath, sharadha ki raat liye, viswas ki saugat liye, dil se tumhare liye hai khas ye karwa chauth.
“Aaj ka din bada khaas hai, Aap ke aane ki aas hai, Thodi bhook thodi pyaas hai, Aap nahi bas aapka aehsaas hai.
“Karwachauth Ka Din Hai, Tumhaari Yaadon Se Bhare Hai Hum , Tum Bin Zindagi Kitni Berang Hogi, Ye Soch Ke Kayi Baar Dare Hai Hum.
“Patni karti vart to Pati karta pyar, Tabhi to patni hai tyagti khana har bar, Aisa hi hai Karwa Chauth ka tyohar. Happy Karwa Chauth.”
“Apne hathon mein choodiyan sajaye, mathe pe apne sindoor lagaye, nikle har suhagan chand k intezaar mein, Rab unki har manokamna poori karayein.
“Karwa Chauth aapki zindagi me khushiyan aur saphalta le aayein Ishwar se yahi prathna karte hain. Karwa Chauth ki bahut bahut subhkaamnaye”
“Khushiyan rahen aapke pass, gham nahi, kaamyabi rahen aapke pass, nakamyabi nahi, sab kuch acha ho aapke sath, bura kuch bhi nahi, dua karte hain iss karwa chauth me aapki har dua puri ho.
Apna Humsafar Bana Le Mujhe, Tera Hi Saaya Hun Apna Le Mujhe, Ye Raat Ka Safar Aur Bhi Haseen Ho Jaayega, Tu Aa Ja Mere Sapnon Me Ya Bula Le Mujhe!
Do Baante Unse Ki To Dil Ka Dard Kho Gaya, Logo Ne Humse Pucha Ke Tumko Kya Ho Gaya Bekraar Aankho Se Hans Kar Reh Gaye Ye Bhi Na Kah Ske Ki Hme Pyar Ho Gaya.


Check Also : 
Share on Google Plus

About DMS

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.

0 comments:

Post a Comment