Mirza Ghalib Shayari in Hindi

Mirza Ghalib Shayari in Hindi

Mirza Ghalib Shayari in Hindi


Mirza Ghalib is among the most popular shayar in the Shayari world. Mirza Ghalib has a majority of a special type of Shayari in Hindi. Mirza Ghalib was well known for his Shayari such as Love, Life, Sad, and Heart Touching Shayari. Mirza Ghalib Shayari is very famous and widely used on the internet.

Bus ke hooN ‘GHalib’ aseeree meiN bhee aatish zer-e-pa,
Moo-e-aatish_deeda hai halqa meree zanjeer ka

Aata hai daagh-e-hasrat-e-dil ka shumaar yaadi
Mujh se mire gunah ka hisaab ai khuda Na maang

वो आए घर में हमारे, खुदा की क़ुदरत हैं!,
कभी हम उमको, कभी अपने घर को देखते हैं

दिल से तेरी निगाह जिगर तक उतर गई ,
दोनों को एक अदा में रजामंद कर गई,
मारा ज़माने ने ‘ग़ालिब’ तुम को ,
वो वलवले कहाँ , वो जवानी किधर गई

वो मेरा प्यार, तलब और मेरा चैन -ओ -क़रार ,
जफ़ा की हद में ज़माने का हो चूका होगा ,,
तुम उसकी राह न देखो वो ग़ैर था साक़ी ,
भुला दो उसको वो ग़ैरों का हो चूका होगा !

कितने शिरीन हैं तेरे लब के रक़ीब ,
गालियां खा के बेमज़ा न हुआ ,
कुछ तो पढ़िए की लोग कहते हैं ,
आज ‘ग़ालिब ‘ गजलसारा न हुआ

इश्क़ मुझको नहीं वेहशत ही सही ,
मेरी वेहशत तेरी शोहरत ही सही ,
कटा कीजिए न तालुक हम से ,
कुछ नहीं है तो अदावत ही सही

सबने पहना था बड़े शौक से कागज़ का लिबास ,
जिस कदर लोग थे बारिश में नहाने वाले ,
अदल के तुम न हमे आस दिलाओ ,
क़त्ल हो जाते हैं , ज़ंज़ीर हिलाने वाले

सादगी पर उस के मर जाने की  हसरत दिल में है ,
बस नहीं चलता की फिर खंजर काफ-ऐ-क़ातिल में है ,
देखना तक़रीर के लज़्ज़त की जो उसने कहा ,
मैंने यह जाना की गोया यह भी मेरे दिल में है

फिर तेरे कूचे को जाता है ख्याल ,
दिल -ऐ -ग़म गुस्ताख़ मगर याद आया ,
कोई वीरानी सी वीरानी है .
दश्त को देख के घर याद आया

नज़र लगे न कहीं उसके दस्त-ओ-बाज़ू को,
ये लोग क्यूँ मेरे ज़ख़्मे जिगर को देखते हैं,
तेरे ज़वाहिरे तर्फ़े कुल को क्या देखें,
हम औजे तअले लाल-ओ-गुहर को देखते हैं

रही न ताक़त-ए-गुफ़्तार और अगर हो भी,
तो किस उम्मीद पे कहिये के आरज़ू क्या है,
बना है शह का मुसाहिब, फिरे है इतराता,
वगर्ना शहर में “ग़ालिब” की आबरू क्या है

तुम न आए तो क्या सहर न हुई,,
हाँ मगर चैन से बसर न हुई,
मेरा नाला सुना ज़माने ने,,
एक तुम हो जिसे ख़बर न हुई

मैं उन्हें छेड़ूँ और कुछ न कहें
चल निकलते जो में पिए होते
क़हर हो या भला हो, जो कुछ हो
काश के तुम मेरे लिए होते
मेरी किस्मत में ग़म गर इतना था
दिल भी या रब कई दिए होते
आ ही जाता वो राह पर ‘ग़ालिब ’
कोई दिन और भी जिए होते

गैर ले महफ़िल में बोसे जाम के ,
हम रहें यूँ तश्ना-ऐ-लब पैगाम के ,
खत लिखेंगे गरचे मतलब कुछ न हो ,
हम तो आशिक़ हैं तुम्हारे नाम के ,
इश्क़ ने “ग़ालिब” निकम्मा कर दिया ,,
वरना हम भी आदमी थे काम के

बहुत सही गम -ऐ -गति शराब कम क्या है ,
गुलाम -ऐ-साक़ी -ऐ -कौसर हूँ मुझको गम क्या है
तुम्हारी तर्ज़ -ओ -रवीश जानते हैं हम क्या है
रक़ीब पर है अगर लुत्फ़ तो सितम क्या है
सुख में खमा -ऐ -ग़ालिब की आतशफशनि
यकीन है हमको भी लेकिन अब उस में दम क्या है

वफ़ा के ज़िक्र में ग़ालिब मुझे गुमाँ हुआ ,
वो दर्द इश्क़ वफाओं को खो चूका होगा ,,
जो मेरे साथ मोहब्बत में हद -ऐ -जूनून तक था ,
वो खुद को वक़्त के पानी से धो चूका होगा ,,
मेरी आवाज़ को जो साज़ कहा करता था ,
मेरी आहोँ को याद कर के सो चूका होगा

Dard minnat-kash-e-davā Na huā,
Maiñ Na achchhā huā burā Na huā.

Etibar-e-ishq kee khana-kharaabi dekhna,
Gair ne kee aah lekin VO khafaa mujh par huye

Ishq ne ‘GHalib’ nikamma kar diya,
Warna ham bhee aadmee the; kaam ke

Ishq se tabī.at ne ziist kā mazā paayā ,
Dard kī davā paa.ī dard-e-be-davā paayā

Hazaaron khwahishein aisi ke har khwahish pe dum nikle,,
Bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle

बाजीचा-ऐ-अतफाल है दुनिया मेरे आगे ,,
होता है शब-ओ-रोज़ तमाशा मेरे आगे

ज़रा कर जोर सीने पर की तीर -ऐ-पुरसितम् निकले जो,
वो निकले तो दिल निकले , जो दिल निकले तो दम निकले

Ham KO ma.alūm hai jannat kī haqīqat lekin,
Dil ke ḳhush rakhne KO ‘ġhālib’ ye ḳhayāl achchhā hai

UN ke dekhe se Jo AA jaatī hai muñh par raunaq,
VO samajhte haiñ ki bīmār kā haal achchhā hai

Kaaba kis munh se jaaoge ‘Ghalib’,
Sharm tum KO magar nahi aati,
Koi ummeed bar nahi aati,
Koi soorat nazar nahi aati

Kaun hai Jo nahi hai haazat-mand,
Kis kee haazat ravaa kare koi

‘Ghalib’ chhuti sharaab par ab bhi kabhi-kabhi,
Peeta huun roz-e-abra o shab-e-maahtaab mein

‘Ghalib’ bura Na maan Jo vaaiz bura kahe,
Aisa bhi koi hai ki sab achchha kahen jise

रात है ,सनाटा है , वहां कोई न होगा, ग़ालिब,
चलो उन के दरो -ओ -दीवार चूम के आते हैं


Mirza Ghalib Shayari is the most popular Shayar and Persian whose mindful Hindi Shayari continues to motivate the audience all over the world. Here is some best Mirza Ghalib Shayari you have to know. He was not just an acceptable Shayar. He also has an impressive and strong character. Mirza Ghalib was one of big good Shayar this light-skinned gentleman got the appearance of Turks since his forefathers belonged to troopers. Mirza Ghalib, who is actually greatly considered a specialist on Hindi Shayari.

Mirza Ghalib Shayari in Hindi


Ishrat-e-qatra hai dariyā meñ fanā ho jaanā ,
Dard kā had se guzarnā hai davā ho jaanā

Jab ki tujh bin nahi koi maujood,
Fir ye hangama ai khuda kya hai

Qat’a keejiye Na taalluk ham se,
Kuchh nahi hai to adaavat hi sahiqat

Karz kee peete the May lekin samajhte the ki haan,
Rang laavegi hamaari faaka-masti ek din

Kahaan may-khaane ka darvaaja ‘Ghalib’ aur kahaan vaaiz,
Par itna jaante hain kal VO jaata tha ki ham nikle

Qaasid ke aate-aate khat ik aur likh rakhuun,
Mai jaanta huun Jo VO likhenge jawaab mein

Kitne sheereen hain tere lab ki raqeeb,
Gaaliyaan kha ke be-mazaa Na hua

Kee mire qatl ke baad us ne jafaa se tauba,
Haaye us zood-pasheemaan ka pasheemaan hona

हम वहां हैं जहां से हम को भी,,
कुछ हमारी ख़बर नहीं आती

तेरी दुआओं में असर हो तो मस्जिद को हिला के दिखा ,
नहीं तो दो घूंट पी और मस्जिद को हिलता देख

Is saadgi pe kaun Na mar jaaye ai khuda,
Ladte hain aur haath mein talwaar bhi nahi

Kabhee nekee bhee uske jee meiN gar AA jaaye hai mujhse,
JafaayeN karke apnee yaad sharma jaaye hai mujhse

KHudaaya! Jazbaa-e-dil kee magar taaseer ulTee hai,
Ki jitna khiNtchataa hooN aur khiNtchtaa jaaye hai mujhse

Woh bad_KHoo aur meree daastan-e-ishq tulaanee,
Ibaarat muKHtasar, qaasid bhee ghabra jaaye hai mujhse

Udhar woh bad_GHumaanee hai, idhar yeh naatavaanee hai,
Na poocha jaaye hai us’se, Na bola jaaye hai mujhse

Sambhalne de mujhe ‘ei na_ummidee kya qayaamat hai,
Ki daamaan-e-KHayaal-e-yaar chooTa jaaye hai mujhse

Naqsh fariyaadee hai kiskee shoKHee-e-tehreer ka,
KaaGHazee hai pairhan har paikar-e-tasweer ka

Kaave-kaave saKHt_jaanee haay tanhaaee Na pooch,
Subah karna shaam ka laana hai joo-e-sheer ka

Jazba-e-be_iKHtiyaar-e-shauq dekha chaahiye,
Seena-e-shamsheer se baahar hai dam shamsheer ka

Aagahee daam-e-shuneedan jis qadar chaahe bichaaye,
mudda’a ‘anqa hai apne aalam-e-taqreer ka

रही न ताक़त -ऐ -गुफ्तार और अगर हो भी ,,
तो किस उम्मीद पे कहिये के आरज़ू क्या है

तेरे हुस्न को परदे की ज़रुरत नहीं है ग़ालिब ,
कौन होश में रहता है तुझे देखने के बाद

Apni gali men mujhko Na kar dafn baad-e-qatl,
Mere pate se khalq KO kyuun tera ghar mile

Aaina dekh apna SA munh le ke rah Gaye,
Saahab KO dil Na dene pe kitna guruur tha

Haathon ki lakeeron pay mat JA ae ghalib,
Naseeb unke bhi hote hain jinkey haath nahi hote.

शहादत थी मिरी किस्मत में, जो दी थी यह खू मुझको,
जहाँ तलवार को देखा, झुका देता था गर्दन को।

To start with the fact rise spot of “Shayari” is old; to be a touch more proper Mirza Ghalib Shayari in Hindi The first Urdu Shayari developed with the great efforts of Quli Qutab Shah, Wajhi, Hashmi, Nusrat and also Wali since the pioneers who helped to it stand up to the tests of the time and also bulk popularity. All-time good Hindi Shayari just like Mirza Ghalib. that it was Ghalib whose peculiar yet amazingly attractive style of Mirza Ghalib Shayari in Hindi created it a common home have to name for Urdu books fans but it became extremely fashionable form of Hindi mirza Ghalib Shayari beyond other styles and also narrations of Hindi Shayari by a big margin, a lot so almost all of modern Hindi young couples know about Hindi Shayari because of Mirza Ghalib Shayari.

कर्ज की पीते थे मय लेकिन समझते थे कि हां,,
रंग लाएगी हमारी फाकामस्ती एक दिन।

Aaye hai be-kasi-e-ishq pe rona ‘Ghalib’,
Kis ke ghar jaayega sailaab-e-balaa mere baad

Aage aati thi haal-e-dil pe hansi
Ab Kisi baat par nahi aati

हुआ जब गम से यूँ बेहिश तो गम क्या सर के कटने का,,
ना होता गर जुदा तन से तो जहानु पर धरा होता!

इश्क़ पर जोर नहीं है ये वो आतिश ‘ग़ालिब’,,
कि लगाये न लगे और बुझाये न बुझे.

यही है आज़माना तो सताना किसको कहते हैं,,
अदू के हो लिए जब तुम तो मेरा इम्तहां क्यों हो.

Kab VO suntā hai kahānī merī ,
Aur phir VO bhī zabānī merī.

Bāzīcha-e-atfāl hai duniyā mire aage ,
Hotā hai shab-o-roz tamāshā mire aage

Be-ḳhudī be-sabab nahīñ ‘ġhālib’ ,
Kuchh to hai jis kī parda-dārī hai

Mohabbat meñ nahīñ hai farq jiine aur Marne kā ,
Usī KO dekh kar jiite haiñ jis kāfir pe dam nikle

Aah KO chāhiye ik umr asar hote tak ,
Kaun jiitā hai tirī zulf ke SAR hote tak

Ye Na thī hamārī qismat ki visāl-e-yār hotā ,
Agar aur jiite rahte yahī intizār hotā

Jaan tum par nisaar karta huun,
Mai nahi jaanta dua kya hai

Jee dhoondhta hai fir vahi fursat ke raat din,
Baithe rahen tasavvur-e-jaanaan kiye huye

Tum jaano tum KO gair se Jo rasm-o-raah ho,
Mujh KO bhi poochhte raho to kya gunaah ho

Tire vaade par jiye ham to ye jaan jhoot jaana,
Ki khushi se mar Na jaate agar etibaar hota

Thee khabar garm ki ‘Ghalib’ ke udenge purje,
Dekhne ham bhi Gaye the pa tamasha Na hua

De mujh KO shikaayat kee ijaazat ki sitamgar,
Kuchh tujh KO mazaa bhi mire aazaar mein aave

Bas-ki dushvār hai har kaam kā āsāñ honā ,
Aadmī KO bhī mayassar nahīñ insāñ honā

Ishq par zor nahīñ hai ye VO ātish ‘ġhālib’ ,
Ki lagā.e Na lage aur bujhā.e Na bane

Is nazaaqat ka bura ho VO bhale hain to kya?,
Haath aave to unhe haath lagaaye Na bane


The Shayari from Mirza Ghalib was instinctive. He was a person to follow his no cost can. If he got everything inherited he should enjoy made out to be a soldier just like his forebears. I instead call it automatic power that he recognized and also responded with his soul. He was a relaxing gentleman and got almost nothing in frequent with his ancestors in passions. He liked to continue the literary side at the same time as a kid. He obtained curiosity about Mirza Ghalib Hindi Shayari and also Urdu languages. Still. Mirza Ghalib Shayari in Hindi is one out of the nook natural stone of Hindi Shayari provides a remarkably different and bright past and also a legacy. It will be right now the shining celebrity over the forehead of Shayari particularly and even Hindi Shayari books generally.

Read Also :






Share on Google Plus

About DMS

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.

0 comments:

Post a Comment